Showing posts with label Allama Iqbal Short Poetry. Show all posts
Showing posts with label Allama Iqbal Short Poetry. Show all posts

Monday, 1 February 2016

Allama Iqbal Poetry ???? ????? ???? ?????

Allama Iqbal Urdu Poetry


Muhe Ishq Ke Par Laga Kar Ura,
Meri Khaak Jugnu Bana Kar Ura..

Lend me the wings of Love and make me fly.
Turn my dust to fireflies that flit about.


Khirad Ko Ghulami Se Azad Kar,
Jawanon Ko Peeron Ka Ustad Kar..

Free young men�s minds from slavery,
And make them mentors of the old.

Sunday, 13 December 2015

Iblees bhi Tujhe Dekhey to Musalman Ho Jaye - Allama Iqbal

Husn-e-Kirdar se Noor-e-Mujassim Ho Ja

Husn-e-Kirdar se Noor-e-Mujassim Ho Ja,


K Iblees bhi Tujhe Dekhey to Musalman Ho Jaye,

Allama Iqbal

Sunday, 6 December 2015

Allama Iqbal Urdu Poetry with English Translation

Allama Iqbal Urdu Poetry Pictures


Ye Sehar Jo Kabhi Farda Hai Kabhi Hai Amroz
Nahin Maloom Ke Hoti Hai Kahan Se Paida

Woh Sehar Jis Se Larazta Hai Shabistan-e-Wujood
Hoti Hai Banda-e-Momin Ki Azan Se Paida

The morn (morning) that shifts so soon tomorrow new,
Whence it comes is only known to few:

The dark abode of being is shook by morn,
Which by Muslim's call to prayer is born.

Ye Naghma Fasl-e-Gul-o-Lala Ka Nahin Paband

Allama Iqbal Urdu Poetry
Ye Naghma Fasl-e-Gul-o-Lala Ka Nahin Paband
Bahar Ho Ke Khazan, La Ilaha Illallah

These melodious songs are not confined to time when rose and tulip bloom
Whatever the season of year be "No god but He" must ring till doom.

Sunday, 8 November 2015

Is Daur Ki Zulmat Mein, Har Qalb-e-Parishaan Ko

Allama Iqbal Urdu Poetry Pictures

Is Daur Ki Zulmat Mein, Har Qalb-e-Parishaan Ko,,


Wo Daag-e-Mohabbat De, Jo Chaand Ko Sharma De !!


<Translation>

( In the Darkness of this era, to every worrying heart; Grant that scar of Love, which shall make the Moon *blush*).

Friday, 6 November 2015

Ye Maamle Hain Nazuk, Jo Teri Raza Ho Tu Kar

Urdu Poetry of Allama Iqbal Pics
Ye Maamle Hain Nazuk, Jo Teri Raza Ho Tu Kar
Ke Mujhe To Khush Na Aya Ye Tareeq-e-Khanqahi

Your monastic cult is a strait and narrow path,
Which I like not, but your freedom I respect.

Thursday, 5 November 2015

Aap Hi Goya Musafir Aap Hi Manzil Hoon Main

Allama Iqbal Poetry Photos
Dhoondta Phirta Hoon Iqbal Apnay Aap Ko,,

Aap Hi Goya Musafir Aap Hi Manzil Hoon Main..

Woh Sehar Jis Se Larazta Hai Shabistan-e-Wujood

Allama Iqbal Poetry with English Translation
Woh Sehar Jis Se Larazta Hai Shabistan-e-Wujood
Hoti Hai Banda-e-Momin Ki Azan Se Paida

The dark abode of being is shook by morn,
Which by Muslim's call to prayer is born.

Wednesday, 4 November 2015

Chaman Ke Zarre Zarre Ko Shaheed-E-Justujoo Kar De

Best Poetry of Allama Iqbal

Zameer-E-Lala Mein Roshan Charagh-E-Arzoo Kar De,,
Chaman Ke Zarre Zarre Ko Shaheed-E-Justujoo Kar De..

Make the lamp of desire bright in the heart of the tulip!
Make every particle of the garden a martyr to search!

Tuesday, 3 November 2015

Dehr Mein Ism-e-Muhammad (S.A.W.) Se Ujala Kar De

Allama Iqbal Urdu Shairi Pictures
Quwwat-e-Ishq Se Har Past Ko Bala Kar De
Dehr Mein Ism-e-Muhammad (S.A.W.) Se Ujala Kar De

Raise you, through Love, all humble to greatness and to fame;
Enlighten you the groping world with dear Muhammad�s Name.

Auqabi Rooh Jab Baidar Hoti Hai Jawanon Mein

Allama Iqbal Urdu Shayari
Auqabi Rooh Jab Baidar Hoti Hai Jawanon Mein
Nazar Ati Hai Iss Ko Apni Manzil Asmanon Mein

When an eagle�s spirit awakens in youthful hearts,
It sees its luminous goal beyond the starry heavens.

Razm-e-Haq-o-Batil Ho To Foulad Hai Momin

Ho Halqa-e-Yaran To Baresham Ki Tarah Naram
Razm-e-Haq-o-Batil Ho To Foulad Hai Momin

A man whose faith is firm and strong is soft as silk in friendly throng:
In skirmish between wrong and right like sword of steel, he stands to fight!

Thursday, 24 September 2015

Jalal e Athishe Barq o Hijaab Peda Kar - Allama Iqbal

Jalal e Athishe Barq o Hijaab peda kar Ajal bhi kaanp othy wo Shabaab peda kar too inqelaab ki amad ka intezar na kar jo ho saky to abhi inqelab peda kar.

Jalal e Athishe Barq o Hijaab peda kar,

Ajal bhi kaanp othy wo Shabaab peda kar,,

Tu inqelaab ki amad ka intezar na kar,

jo ho saky to abhi inqelab peda kar...

Tuesday, 1 September 2015

Jo Mein Sar Basajda Huwa Kabhi To Zameen Se Ane Lagi Sada

Jo Mein Sar Basajda Huwa Kabhi To Zameen Se Ane Lagi Sada
Jo Mein Sar Basajda Huwa Kabhi To Zameen Se Ane Lagi Sada,, 

Tera Dil To Hai Sanam Ashna, Tujhe Kya Mile Ga Namaz Mein??
.
#UrduPoetry 

English Translation:


Even as I laid down my head in prostration a cry arose from the ground:
Your heart is in materialism, no rewards for your prayers are.

Friday, 14 August 2015

Allama Iqbal Urdu Poetry Wallpapers

Allama Iqbal Urdu Poetry Wallpapers
Tum haya aur shariat ke taqazon ki baat kerte ho,
Hum ne nange jismon ko malbbos e haya dekha he,
Hum ne dekhe hein ihram mein chupe kae Ibless,
Hum ne mai khane mein kae baar khuda dekha he.

You talk of decency and the requirements of the Shariah (law),
We have seen naked bodies covered in the cloth of decency,
We have seen many a Ibless (Satan) in the pilgrims garb,
We have seen in the wine tavern many a times God.

Thursday, 13 August 2015

Happy Independence Day

Allama Iqbal Poetry/Shayari in Urdu, Roman Urdu & English Translations. Largest Poems & Ghazals Collection of Kalam-e-Iqbal
Taighon Ke Saye Mein Hum Pal Kar Jawan Huwe Hain,,
.
Khanjar Hilal Ka Hai Qoumi Nishan Humara..

Brought up in the shadow of the sword, we reached maturity;
The scimitar of the crescent moon is the emblem of our community.