Showing posts with label december shayri. Show all posts
Showing posts with label december shayri. Show all posts

Sunday, 29 November 2015

Saturday, 28 November 2015

Apne honton Pay Sajana CHahta Hun

Apne hontoon pay sajana chahta hun 
Aa tujhy main gunghunana chahta hun 

Koi anso tere daman par ghira kay 
Bond ko moti bnana chahta hun 

Thak gya main yad kartay kartay tujh ko 
Ab tujhay main yad ana chahta hun 

Akhri hichki tere zano pay aye 
Mot bhi main shayarana chahta hun 

Chaa raha hai sari basti main andhera 
Roshni ko ghar jalana chahta hun 

Ankhon Se Parhi Jati Hai

Ankhon se parhi jati hai haya ki kahani 
Naqab dal kar koi parsa nahin howa

Baba Bullay Shah Ki Shayari

Par par ktabaan elam diyaan toun naam rakh liya qazi
Hath wech phar kay talwar naam rakh liya ghazi

Makkay madenay ghom aya te naam rakh liya haji 
Ohh bulliya hasl ki keta jay tun Rab na keta razi

Marnay Ko Ji Chahy

Zindagi etni dukhi nahin kay marnay ko g chahy
Bas apnon nay etnay dukh diye kay jenay ko dil nahi karta 

Mirza Ghalib

Mohabbat main nahin hai farq jenay aur marnay ka 
Usi ko dekh kar jetay hain jis ka farq dam niklay

Thursday, 26 November 2015

Ankhon Main Basa Lo

Ye eltja hai k ankhon main basa lo hum ko 
Hum bhi sajh jayein gay tum bhi sanwar jao gay 

Mohabbat

Ek aurat se mohabbat har koi karta hai 
Mohabbat ke sath sath izzat koi koi karta hai 

Dil Dukhaya Karo Ajazat Hai

Dil dukhaya karo ajazat hai 
Bhol janay ki bat mat karna 

Khushbo

Ab apni yad ki khushbo bhi hum se cheno gay kiya 
Ktab dil main ye sokha ghlab to rehnay do 

Mohabbat

Muskuranay se shoro
Rulany pay khatam 

Ye zalim hai insanon pay 
Jese log mohabbat kehtay hain